Dil mera usko chahta kyo hai
Vo mere jahan me har waqt daudta kyon hai
Dhadkane ruk si gayi hai jab se khafa hai vo
Naa jaane ab tak in saanso se mera rishta kyon hai
Vo galat tha, ya mai galat hu....sawal iska nahi
Agar mohbaat sachhi thi to ye faasla kyon hai .......?????
Kuch khwabon ka mukaddar tut jana hota hai
Dil chahta raha use ye aur baat hai
Hum bhulane chale hai usko jo saanso sa ban chuka hai
haan ye saans tut jaaye to aur baat hai
Dil chahta raha use ye aur baat hai
Hum bhulane chale hai usko jo saanso sa ban chuka hai
haan ye saans tut jaaye to aur baat hai
Hum aaj tak samjh na paaye kya silsila hai tumse
Kabhi tum pass lagte ho aur kabhi faasla hai tumse
Kabhi tum pass lagte ho aur kabhi faasla hai tumse
Humko bhi aa jaayega dilon se khelne ka hunar
Aye khuda....itna bhi mujhe mohbbat se bejar na karde..............
Aye khuda....itna bhi mujhe mohbbat se bejar na karde..............
Ek pal nahi gujrata hai yanha tere bina
umra kaatenge kaise yahi sochte hai hum ......
umra kaatenge kaise yahi sochte hai hum ......
Subscribe to:
Posts (Atom)